Song:
gurudattA tU bhAgya
gurudattA tU bhAgya
raagam: ?
taaLam: Unknown
Composer: Ganapati Saccidananda.
Language:
pallavi
gurudattA tU bhagya vidhAtA tAt mAt aur bandhU bhrAtA
caraNam 1
vEdOn kI bANI tujh sE hI AyI upaniSad jaisE tErI parachAyI
purANOn nE tErI kIrti gAyI jag kO tUnE gurutatva dikhAyI
caraNam 2
brahmakO mAyA se tUnE chuDAyI dEvEndra kO svarga vApas dilAyI
kArtavIrya kO aSTasiddhi dE DAlI parashurAm kO rahasya tripurA batAyI
caraNam 3
yadurAj kO avadhUta gItA sunAyI prahlAd kO ajagar kI tatva samajhAyI
alarka kO tUnE gItA sikhAyI viSNudatta nE tujhsE upadEsha pAyI
caraNam 4
smaraN mAtra sE tU tuSTa hO jAvE dukhiyArOn kE sArE kaSTa miTAvE
niSkAm bhakti sE jO tujh kO dhyAvE saccidAnand pad us kO mil jAvE
Meaning:
Notation:
Other information:
Lyrics contributed by Lakshman Ragde.